how to link aadhaar card to pan card l pan card link with aadhaar online is mandatory

 Income Tax Department Govt. of India ki taraf se ek Important Notification aya hua hai Aadhar with Pan Card linkage regarding. Update ye tha ki apko 31st March 2021 se pehle Aadhar Card ko Pan Card ke sath link karna tha, kuch log kiye hain or kuch log abhi tak nahi kiye hain. Jo log nahi kiye hain unko kya nuksan hoga or kaise karenge is Article me details me jante hain.

Sabse pehle is Link par click karke Income Tax Department ka Official Website par jana hoga.

Website Link: Click Here

Ye Govt. ka Official Website hai. jo log abhitak Pan se Aadhar card ko link nahi kiye hain apko Dt-30th Jun 2021 ke andar link karana hoga nahi to apka kafi nuksan hoga. Kyun ki jitna bhi Govt. benefits ayega regarding Bank Account, Aadhar Card or Pan Card apko nahi milega kyun ki aapka to Aadhar or Pan link nahi hoga to aap hi ke subidha ke liye Govt. ne firse date ko Dt-31st March 2021 se extend karke Dt-30th Jun 2021 kar diya hai. 

To Pan or Aadhar Card ko Link karne ke liye pura Article jarur padhe:-


Abhi apko Link Aadhar ke link par click karna hoga. Uske baad ek form ayega fillup karo fir done.

Details jaanne ke liye humara video bhi dekh sakte hain Link niche hain:-  


 

Post a Comment

0 Comments