Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online

Aadhar Mitra Registration Online - CSC VLE New Registration Update Online

Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online

Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online


Aadhar mitra ka kaam yani Aadhar related Works ka kaam ap CSC Ke jariye kar sakte hai, CSC ne Aadhar update New registration process laya hai, Jiske naam hai Website - cscgraminnaukri,in or CSC Gramin naukri Portaal se jakar ap Aadhar se jude Kaam Karsakte hai.

Driver, Delivery Staff, naukraniyan, Rasoyiya, Chaprasi, Office boy, House keeper, Plumber Aadi jese Blue caller jese karmachariyon ko rakhna ,Sabse Mushkil kaam hai. anopacharik khetra jese Dukane, Beauty parlour, saloon, food joint, Clinic, Freelancer, Swarozgar logon, Startup aur anya chhote bade Medium wale business se jude businnesman hamesha blue colou nokri se judne ka bada antar mehsus kiye hai. paramparik roop mein rehne aur kaam karne wale agencies aur sansthano ko bohot mushkil aur jatil hojata hai itna work ko sambhalna.


Isliye, CSC gramin Naukri portal chahne walon aur aur naukri dene walon ko beech me antar ke banane ke liye ue digital work hai. Ab Desh bhar mein 3.75 lakh CSC ke Madhyam se Blue caller Khetra se judein Nokri karna aur nokri khojna bharti karna kahi jyada aasan, Smart, aur bohot sasta hai. Iss portal ki madat sein bharat ke yuvao ke liye rojgar prakriyaon ko badalna hai. 

Sabhi Common service centres Gramin naukri kendra ke roop mein kaam karenge. 

1. Gramin naukri kedra Naukri chahne walon ko registration karke aur unka biodata gramen rozgar portal mein post karke subidha diya jata hai. CSC naukri chahne walon ko liye support aur help karta hai.
2.Gramin naukri portal Facilities provide karta hai, MSME ko Skill power badhane mein isi Portal ke madhyam se.

1.3 Aarab bharatiyon me se 450 million se aadhik lok anopcharik byabastha mein kaam kar rahe hai, aur opcharik naukriyon mein jane ke liye icchuk hai. Desh ka ek accha percentage log isse jud chuke hai, Amtor par uttar aur uttar purv ke goan par se jo behtar jeevan ke talash me tier - 1 sahron ki aur aaate hai.

woh sab suraksha guard, delivery boy, Driver retail staff, plumber, housekeeping, Factory aur nirman karmachari ke roop mein kaam karte hai. iss digital platform ka lakhya hai ki jo ardha bikasit hai goan aur sehron mein ye portal ke jariye subidhaye diya jaye aur CSC ke madhyam se woh apne life ko aur bhi behtar tarike sein dhaal payenge,


How to Aadhar Mitra Regisration online -

Aagar ap bhi CSC ya Common service center ka sanchalak hai to apke liye 2024 ek badi update lekar aaya hai. CSC ke madhym se ap ek New portal ko launched kardiya gaya hai, jaha pe ap sabhi logon ka apply kar sakte hai. Ab CSC ke madham se ap bohot asan tarike se 1 Year ke liye Aadhar Mitra ban sakte hai, jaha pe apko har mahine lagbhag 20,000/-  se 25,000/-  ki salary  di jayegi. Iss service mein ap sabhi ka kaam kar sakte hai.

Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online
Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online


1. Sabse pehle ap apne moblie ya computer mein koi bhi internet ka browser khole aur isk iofficial website mein jana hai. Website links -cscgraminnaukri,in .
2. seach karne ke baad apko website me 3 options dikhenge - 

    a. Apply for government job.
    b. Apply for District manager
    c. Aply for Aadhar supervisor

Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online
Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online



Yaha se ap CSC ke madat se apna saara kaam kar sakte hai. Ap logon ke loye government job apply kar sakte hai. aur agar kisi ko CSC ka DM(District manager) banna hai to uska bho job apply diya gaya hai. aur yaha per el aur options hai jiski baat hum wait kiye hai jiska naam Aadhar supervisor hai, jese hi app isme click karte hai- yaha pe sabse pehle term & Conditions aa jayenge. siko Scroll karne jane par apko yaha konsa state mein konsa district mein ye service aur post  availale hai ye sab apko dikh jayega. yaha par kuch criteria instructions hai jo apko carefully padhna padega apko Aadhar supervisor ka id lena hai toh.
Eligibility Criteria - 
3. yaha par ek Chiz note karne wali hai ki saaf bataya gaya hai VLE are not Eligible for apply for this post or position. ap CSC user hai to ye apne liye aapply nahi kar sakte hain.

4. jiske naam pe id banega usko 18 saal hona zaroori hai warna woh registration nai kar sakte hai.

5. yaha se apply karne ke liye apko Accept wale buttion me click karna hai. computer screen m  Login CSC VLE ka option ayega. login karne se ap aone id ke jariye login ho jayenge.

Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online
Aadhar Mitra Registration online - CSC VLE New Registration Update Online


6. uske baad apko waha per Dashboard khulega waha Aadhar supervisor ka option rahega ap jese waha par click karte hai apko Addhar registration option mljayega 

7. iske baad apko yaha par personal details,current address, present address, Education details, Work experience.

8.uske baad Job location - fill karenge  uske baad UIDAI Certificate Details  aur pdf upload dena padega.

9. End mein apko Resume Dalna padega  Resume upload hone ke baad Register option click kare.

iske baad registration complete ho gaya hai aur baad mein apko CSC team se Contact kiya jayega uske baad asa a Aadhar operator ka kaam unke jariye se apko miljayega, iss tarah se ap Aadhar kaam karenge aur apko 20,000/- se 25,000/- salary milegi. but yeh apko post pko  year ke liye diya jayega agar app isme acchese kaam karte hai to company apko aur aage rakhna chahe to permanent bhi kar shakti hai.

Download Link:                   Click Here

Instagram Link:                   Click Here

Telegram Link:                    Click Here 

Website  Link:                            Click Here


 

Post a Comment

0 Comments