Vaccine Registration Apply Online ll Online Apply Vaccine ll Vaccine Registration Free 2021 New

Abhi ke is Pandemic situation me sabhi logon ko Vaccine lena jaruri ho gaya hai. Vaccine lene se pehle apko Vaccine ke liye Online Registration karna hoga. Jab apka number ayega tab bhi jaake aap Vaccine lagwa sakte hain.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Vaccine lagwane ke liye abhi 18+ Age wale log bhi jaa sakte hain. Vaccine agar nahi lagayenge to naahi khud ka balke apne family ko bhi khatre me chhodenge so har koi ko Vaccine lena jaruri hai. Is article ke through apko me process batane wala hun kis tarah se aapko Vaccine lene ke liye Online Registration karna hai.

Vaccine Registration karne ke liye apko Govt. ka Covid Official Website par aana hoga.

Website Link: Click Here

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online 

 

Ye hain Govt. ka Official Website Vaccine Registration karne ke liye is website khas taur par design kiya gaya hai.


                                                                               

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

 

Abhi apko Register Sign in Yourself ka Button par click karna hai.


 

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

 

 Abhi apko yahan pe apna Mobile No. enter karke Get OTP ka Button par click karna hai.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Aapke enter kiya hua Mobile No. pe ek OTP ayega bas apko yahan enter karke Verify & Proceed Button par click karna hai.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

 

Abhi apko Register Member Button par click karna hai.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Abhi is Form ko fill up karke niche diya hua Register Button par click karna hai.


vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Abhi agar apko apne sath apne family members ko bhi apne sath vaccine dalwane ke liye le jana hai to aap niche diya hua Add Member Button par click karna hai. Lekin yaad rahe sirf aap 4 logon ka hi apne sath yahan Add kar sakte ho.

Lekin agar aap akele vaccine lagwane ke liye jana hai to aap ko upar diya hua Schedule Button par click karna hai.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Abhi apko apna Appointment ko Book karna hai. Yahan aap Pin Number ki help se bhi apne nearest Hospitals ko search kar sakte hain lekin agar apko Pin Number nahi pata tab apko Search By District par click karke State or District Name ko select karke Search par click karke bhi aap Appointment ko Book kar sakte ho.

 

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Abhi jo next screen ayega wahan apko 3 colour najar ayega jaise Green, Red or Yellow. To apko Green Colour ko dhyan dena hai. Jis date ko Green Colour hai to uska matlab ye hai ki us date par vacancy available hai aap apne hisab se date ko select kar skate ho.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Is page me apko apne hisab se Time Slot ko select karna hai or catcha verification karna hai. Picture me jo code show ho raha hai bas apko box me enter karke Confirm ki Button par click karna hai.

vaccine registration apply online, online apply vaccine, vaccine registration free,
Vaccine Registration Apply Online

Abhi apka Appointment Book ho chuka hai sucessfully. Abhi apko is page ka ek screenshort kar lena hai nahi to aap ho sake to iska ek copy printout kar lijiye. Jab apka number ayega jis din aapne appointment ke liye select kiya hoga usi din apko ye copy ko lekar jana hoga or sath me jo documents aapne select kiye the uska bhi ek copy ko xerox karke sath me lekar jana hoga.

Agar aap ye sab process practically dekhna chahte hain to apko niche ek video ka link milega click karke dekh lijiye.


Post a Comment

0 Comments