Post Office CSP Apply Online - India Post Payment Bank CSP Apply Online

 Post Office CSP Apply Online - India Post Payment Bank CSP Apply Online



Post Office ka Merchant (IPPB) bankar achha Commission generate kar sate hain. Agar aap bhi ek Chhota sa Shop lekar beithe ho dhanda nahi ho raha, karje ke upar karja ho raha hai to ye process me jaake aap IPPB (Indian Post Payment Bank) ka Merchant bankar kafi achhi earning karke apna sapna pura kar sakte hain.

Website Link: Click here


Post Office CSP Apply Online, India Post Payment Bank CSP Apply Online
Post Office CSP Apply Online

India Post Payment Bank (IPPB) ka Official Website open hone ke baad Merchant ki Tab par click kijiye.


Post Office CSP Apply Online, India Post Payment Bank CSP Apply Online
Post Office CSP Apply Online

Abhi apke samne kafi options ayenge. ek ek karke check kijiye .

IPPB ka Merchant banne ke liye apko ek Current Account open karna hoga. Current Account banane ke liye kya kya laega or banne ke baad kitna charges hai sab kuch apko upar dekhiye Products ki Tab hai wahan click karne par Current Account option ayega. Wahan click karke details me jaaniye.

Fir agar apko details me janna hai k IPPB ki Services ke bare me to uska b option upar diya gaya hai alag se Services k Tab par click karen.

Agar aapko pata nahi ki IPPB ka Merchant kaun kaun ban sakte hain to aapko yahan separately milega option Who Can Apply ka. Wahan details hai jaise aap Kirana Shop, Retail Shop, Food Shop ya fir koi bhi Un-organized Retail Shop open kiye hain to aap asani se IPPB ka Merchant ID le kar badhia kamai kar skate hain. 

Agar apko iski Benefits ke bare me janna hai to uska bhi alag se Tab hai click karen or padhiye details me. or agar apko iske regarding kuch b jankari hasil karna hai ya problem face kar rahe hain to niche comments karen.

Niche video ka link hai full video dekhna hai practically to niche click karke dekh sakte hain.



Post a Comment

1 Comments