UIDAI Aadhar Center Open in 2022 New Process - आधार सेवा केंद्र कैसे खोलें २०२२

Sabhi logon ko ek ek Aadhar Center / Aadhar Seva Kendra kholna hai to kaise karen. Aaj me apko ek eise hi company ke bare me bataunga jo aapko Aadhar Center open karne ki permission degi.


What is Aadhar Seva Kendra

ek Aadhar Seva Kendra me koi bhi customers ka jiska age kuch bhi uska New Aadhar Enrollment ho sakta hai. Agar kisi ke aadhar card me Biomatric or Demographic correction karna hai matlab ki Aadhar Card me Name, Date of Birth, Father/Husband Name, Address, Mobile or Email ID change  or update karna hai to ye sab kaam Aadhar Center me hi available hota hai.

Documents Required:-

1- Aadhar Card (New downloaded)

2- Pan Card 

3- Aadhar Certificate - How to get Link: Click Here

Kya hum Aadhar Seva Kendra apne Dokan me apne Ghar me apna area me apne man chaha Jagah me Open kar sakte hai ?

Govt. ka Order hai ki jo bhi Aadhar Seva Kendra lena chahta hai wo apne ghar me apne location me to open nahi kar sakta hai. Govt. ka kahna yehi  hai ki aap Aadhar Seva Kendra kisi bhi govt. premises jaise ki Block Office, Tahsil Office, Bank premises, Education premises in sabhi jagahon me aap Aadhar Seva Kendra open kar sakte ho. Agar aapko ghar me dokan me aadhar seva kendra kholna hai to aapke paas ek hi rasta hai, aap apne CSC ID ke jariye Aadhar UCL ka registration karke only correction ka kaam kar sakte ho jo ki apne dokan or csc center par hi.

Kitna Kharcha Hoga ?

Aadhar Seva Kendra ki Investment me sabhi companies ka cost alag alag hota hai. Jaise ki Aadhar Seva Kendra milne ke baad apko Laptop, Finger Machine, Iris Machine, Printer ye sab kuch milta hai jiska present time me price hai Rs.1,60,000/- (One Lakhs Sixty Thousand) only. Lekin itna amount apko company ko nahi dena hai. Company ke hisab se apko kuch refundable amount or non-refundable deposit karna hoga hai jo ki refundable wala baad me recover ho jata hai. Aadhar Seva Kendra ke liye kitna kharcha hoga ye company wise vary karta hai. (Details described in the Video link is gien below)



How to Contact to Company ?

Company ko contact karne ke liye apko company ki official website par visit karna hoga jiska Official Link niche diya gaya hai important links ke section par.

Important Links:                

Website Link:                      Click Here

Instagram Link:                   Click Here

Telegram Link:                    Click Here

Subscribe on YouTube:        Click Here

Official Website Link:         Click Here


Post a Comment

0 Comments