How to Invest in Share Market in Hindi - Share Market Kaise Start Kare in Hindi

 

share market kaise start kare in hindi, how to invest in share market in hindi,
how to invest in share market in hindi

Aajkal sabhi lok Share Market me apna paisa lagana chahte hain, khas karke abhi k yubaon me jyada craz dikha jaa raha hai. Lekin Share Market me agar apka thoda knowledge nahi to aapka paisa fasne ki puri chance rahta hai, magar aap achhi knowledge ke sath yahan par apna paisa agar invest karenge to apka bahut jyada fayda bhi hota hai. To aaj hum apko kuch tips denge jiske helps se aap Share Market me apna paisa kaise lagakar jyada paisa paa sakte hain or suruat kaise kar sakte hain aap jaan sakte hain.

To Pehle apko samjhna hoga Share Kya hai or ise kaise achhe se upyog kiya jata hai ? Lagbhag sabhi company apna business badhane ke liye Activity Share Jaari karte hain. Log is Share ko kharid kar us company me histedar ban jaate hain. 

Isse company ko bi bahut fayda hoti hai. Koi company sabse pahle IPO matlab Arambhik Sarvajanik Peshkash ke jariye aam nibeshakon ko share jari karti hai or fir iske sharon ko stock exchango par list kiya jata hai. Agar aap IPO me apply karen or maanlo apko share dia jata hai to aap unhe list hone par BSE or NSE turant ya unka bhao or upar jane par sale sakte hain. Agar aap is sharon ko apne paas rakhen to apko debedent bhi mil sakt hai. 



share market kaise start kare in hindi, how to invest in share market in hindi,
how to invest in share market in hindi


Sabse pehle apko ek Demat Account chahiye

Agar aap Share Market me paisa lagana chahte hain to apko sabse pehle ek Demat Account banana padega. Iske liye apko kisi Broking Form se contact karna hoga. Ye broking form Sharekhan, Jiyojit ya fir Angel Broking koi bhi ho sakti hai. Isme apne Agent ki dwara apko Demat Account kholwane ki help karengi. Apke 2 accounts open karne honge pehla to Demat Account or dusra Trading Account. Share ko sale or purchase karne ke liye Trading Account kaam ata hai or Demat Account apke kharide huye share ko rakhne ke liye hota hai. Demat Account me apke sabhi sharon ko Electric Form me rakhe jayenge, jisme sale karne par Debit or Purchase karne par Credit honge. Matlab kul mila k kaha jaye to Demat Account Open karne ke baad aap share ko kharid ke bechne ke liye ready ho sakte hain.


share market kaise start kare in hindi, how to invest in share market in hindi,
how to invest in share market in hindi


Equity Share kharidne ke fayda

Bank Deposit par apko sirf interest milta hai lekin Sharon me apko Debedent, Bonus or Rights Share milte hain. Lekin sabse bada fayda hai Capital Appriciation ka. Agar aap kisi share ko Rs.50/- me kharidi karte hain or wo share Rs.70/- ho jane ke baad aap sale karke Rs.20/- ka income kar sakte hain. Debedent ko lekar aap ye soch sakte hain ki koi company ko kaise malum padega ki aap unke company ke share holder hain. Apke sabhi kharide huye share Depository ke madhyam se rakhe jate hain, Jisme NSDL or CDSL samil hai. Manlo Reliance Company apko Debedent dena chahta hai to wo in do Depository se share dharakon ki information collect karke debedent sidhe apke bank account me send kar degi. Is tarah se apko bahut sari bonus bhi mil jati hai.


share market kaise start kare in hindi, how to invest in share market in hindi,
how to invest in share market in hindi


Share Market me Share kaise up down hoti hai ?

Share ki value kisi bhi bastu ki mang aapurti ke karan hi upar niche hoti hai. Demand adhik hone se price badhta hai or Sale jyada hone par share ludak jata hai. Kaunse se share khariden or kab sale karen iske liye aap broking form ki help le sakte hain. Ek baat aapko malum hona jaruri hai ki share apko Real Estate ya fir Bank Interest se achhi return de sakte hain. Lekin iske liye apko sharon parakh kar kharid na hoga or sahi time ane par hi sale karne ki knowledge honi chahiye. Iske liye apko thodi gahari jankari honi chahiye or jankari ke liye aap ko thodi research karni hogi. Jaise jaise aap share market me thode thode rupaye invest karenge apko knowledge milti jayegi. Share me milne wala income par tax lagta hai. 

share market kaise start kare in hindi, how to invest in share market in hindi,
how to invest in share market in hindi


Ye Sensex or Nifty Kya hai ?

Share Market start karne se pehle apko Sensex or Nifty ke bare me apko thodi si jankari honi chahiye. Sensex Bombay Stock Exchange ke country me Benchmark Index me se ek hai. Dusri aur NSE ka Nifty county ka sirsha benchmark index hai. Sensex me 30 stocks samil hai, jabki Nifty me 50 stock samil hai. Ye desh ki shirsh badi companiyan ke share hote hai. Ye stock kuch sabse badi companiyan ke hone ke karan chhote companiyan ke sharon ki mukable jyada surakshit mane jate hain. Starting share market me invest karne walon ke liye mid up or small cap sharon ki tulna me in sharon me invest karna behtar hoga.


Thanks !

Post a Comment

0 Comments