CSP Center Kaise Khole l How to get CSP of any Bank

 

csp center kaise khole, how to get csp of any bank,
CSP Center Kaise Khole

Agar aap interested ho ek CSP Center lene ke liye to aapko ye post jarur padhna chahiye. Ek CSP Center kholne ke liye kya kya chahiye or kaise aap FREE me apply karenge is Article aap padh sakte hain.

Aaj kal har gaon me CSP Center opened hai or kafi sare log abhi bhi CSP Center kholne ke liye taiyar hain, lekin unko sahi guide karne wala nahi hota hai jis wajah se wo agar CSP Center khol bhi lete hain to wo utna paisa nahi kama pate hain, but kuch log eise hain jo CSP Center se lakho rupaye mahine ke kama rahe hain.

Agar aap bhi CSP Center kholna chahte ho to me apko bataunga FREE me aap apply kaise karoge. CSP Center apply karne se aapke paas 2 Certificates ka hona jaruri hai. Ek hai IIBF Passed Certificate or dusra hai Police Verificate/Character Certificate. 

IIBF Certifiate: IIBF ka matlab Indian Institute of Banking and Finance. Bank ne tay kiya hai jo log bhi CSP Center kholenge unko minimum knowledge bank ke bare me hona jaruri hai nahin to apne customer ko service provide nahi kar sakte. Isliye IIBF Exam ek apply clear karna hoga. IIBF exam dene ke liye apko kaise aaply karna hai nahi pata to niche video link hai click karke dekhlo

IIBF Certificate Exam Online Video Link: Click here

Abhi aapne IIBF me exam dene ke liye apply to kar diye hain lekin ise paas bhi to karna hoga. Iske liye IIBF Exam me kya kya questions ate hain complete syllabus video ka link niche hain jaakar dekh lijiye.

IIBF Exam paas 100% Video Link: Click here

Abhi aap ke name pe koi bhi case pending nahi hai bolke ek Certificate issue karana hoga police station se. Isko bhi aap online apply kar sakte hain, video link niche hai.

Police Verificate Online Apply Video Link: Click here

Ye dono Certificates hone ke baad apko me abhi online process batane wala hun. Niche diye gaye Official Website Link par aapko click karna hai.

CSP Apply Official Website Link: Click here

 

csp center kaise khole, how to get csp of any bank,
CSP Center Kaise Khole

 

Sanjivani ke Old and Trusted Company hai. Yahan se aap SBI hi nahi bahut sari banko ka CSP le sakte hain. Yahan apko koi bhi fees nahi dene hote hain online karte waqt. 


csp center kaise khole, how to get csp of any bank,
CSP Center Kaise Khole


 Abhi aapko CSP Request ki Tab par click karna hai.


csp center kaise khole, how to get csp of any bank,
CSP Center Kaise Khole


Yahan apko kuch conditions ko padhne honge. Agar aap is eligibility ko fulfill karte ho to bahut badhia hai. Ek baar sab padh liye or aapke paas sare eligibility mahajood hai to niche diya gaya Apply Button par click karna hoga.


csp center kaise khole, how to get csp of any bank,
CSP Center Kaise Khole

Abhi apke samne ek form ayega isko fill karna hoga. Yahan apna name, mobile no. email id, full address dekar Submit par click karna hoga. Ek baar yahan apka form online ho gaya to inki Team ki or se apko ek call ayega or apko sari process batadenge. So is tarike se aap CSP ke liye online apply kar sakte hain.


Thank U !

 

Post a Comment

0 Comments