Aadhar Center Apply l Aadhar Seva Kendra Franchise l Apply Aadhar Center

Aadhar Center Apply, Aadhar Seva Kendra Franchise, Apply Aadhar Center
Aadhar Center Apply

Aadhar Card, ek eise Card jo Indian Govt. ki banayi hui important card ban gaya hai. Har insan ke paas apna Aadhar Card yaniki apna pehechan apne haat me hi hai. Sabko apna Aadhar Card banana jaruri hai nahi to aap koi bhi work nahi kar sakte chahe ho Online ho ya Offline. Aadhar Card banane ka Center pehle kafi sare the lekin Govt. ne sabko band kar diya hai to abhi Aadhar Card wahi log sirf bana rahe hain jo ki kisi office me attached hai. Lekin abhi UTIITSL ki taraf se Aadhar Card ka kaam suru ho gaya hai. Agar aap bhi ek Aadhar Card banane ka kaam lene ke talash me the to aapka talash khatm hua. Ye Article me apko details mil jayega.

Website Link: Click Here

Ye Official Website hai UTIITSL. Pehle UTI Company Pan Card provider thi abhi bhi yahan se ye company Pan Card provide karta hai. Lekin ab Aadhar Card Center dene ka kaam bhi suru kar diya hai. Isme Apply karne ke liye kya kya Documents lagega, Machinary Part kya kya lagega, Yahan Income kitna hoga, Kharcha kitna hoga sara kuch hum discussion karne wale hain.

Documentation:-

1- Aadhar Card

2- Pan Card

3- Voter ID Card

4- Age should not be less than 18 Years

5- Educational Qualification (Minimum 10th +2)

6- Aadhar Operator Certificate or Aadhar Supervisor Certificate

7- Police Verification Report


Machine Part:-

1- Aadhar UCL Supported Laptop

2- Scanner

3- Printer

4- Iris Scannerr

5- Finger Print Device (Mantra, Morpho, Startek etc.)

6- For making of Child Aadhar (Aadhar UCL Supported Tablet)

 

Income

Income janne ke liye upar diye Official Website par apko Click karna hai. 

Aadhar Center Apply, Aadhar Seva Kendra Franchise, Apply Aadhar Center
Aadhar Center Apply

For Aadhar Menu par click karte hi Services Availables and Fess ka ek option ayega apko wahan click karna hai.

Aadhar Center Apply, Aadhar Seva Kendra Franchise, Apply Aadhar Center
Aadhar Center Apply


How to Apply:-

Yahan se aap Aadhar Center kholne ke liye Online se hi Apply nahi kar sakte. Iske liye inka Office me contact karna hoga. Contact karne ke liye ina Official Website ka link upar diya hua hai wahan apko click karna hai.

 

Aadhar Center Apply


Yahan jo option ko marked kiya gaya hai yahan par click karte hi apke samne kafi sare UTI Aadhar Office ka Address ayega.

Aadhar Center Apply


Apne nearest Address par visit karke aap Aadhar Center ke liye contact kar sakte hain. Ye kuch dino pehle start hua tha jahan bahut kam states me kaam suru hua tha, par abhi or kuch states me bhi kaam suru ho gaya hai.

Aadhar Center lene ke regarding apke man me koi bhi doubt ya confusion hai to is post ke niche comment kariyega. Thank U 

Post a Comment

0 Comments