e district ki id kaise le l e district id kaise banaye l e district portal registration free

Jiske paas CSC ID hain ya fir e-District ki id hain wo to Caste Certificate, Income Certificate, Residence Certificate etc. ye sab apply karke paise kama raha hai. Lekin jinke paas koi bhi id nahi hai wo kya karega. Me apko FREE me e-District ID password lene ka complete process batane wala hun.

 

e district ki id kaise le, e district id kaise banaye, e district portal registration free,


Abhi apko FREE me e-District ki ID Password mil raha hai. Iske liye apko paymentt karna nahi padega. Bas apko ek website par jaake apply karna hai. Aap jaankar shock ho jaoge abhi CSC bhi khud is website or is portal se collab karke apna link de raha hai. Matlab jiske paas CSC id hoga  wo bhi is portal me bina id password banaye e-District ka sara kaam kar sakta hai.

Sabse pehle apko ek Website par ana hai. Website Link: Click Here

e district ki id kaise le, e district id kaise banaye, e district portal registration free,

Ye Portal open hone ke baad upar me diya hua Register Button par click karna hai.

e district ki id kaise le, e district id kaise banaye, e district portal registration free,

Abhi aapko apna personal details yahan par dalna hai. Fir apka id password free me ban jayega. Then aap yahan se Login par click karke apne id password ki madad se login kar sakte hain. 



Post a Comment

0 Comments