Jan Seva Kendra Registration 2022 - जन सेवा केंद्र रजिस्ट्रेशन 2022 - CMS CSC PORTAL REGISTRATION

 

Jan Seva Kendra Registration 2022, जन सेवा केंद्र रजिस्ट्रेशन 2022 , CMS CSC PORTAL REGISTRATION, How to Open Jan seva kendra in 2022,
Jan Seva Kendra Registration 2022

What is Jan Seva Kendra ? (Jan Seva Kendra Kya hai or isme kya hota hai ?

Jan Seva Kendra ek eisa Kendra hai jahan kafi sare Govt. services available hota hai customer ko dene ke liye jisme income bhi badhia hoti hai Jan Seva Kendra Owner ko. Jaise k Aadhar Card Services, Pan Card, Birth Certificate, Death Certificate, Income Certificate, Caste Certificate, Residence Certificate, Online Form, Ration Card etc. 

Customer ko ek tarah se subidha ho jata hai or wo apke shop se hi sara services le payega or apna kaam chala payega or iske liye Jan Seva Kendra wale ko bhi commission achha mil jata hai.

Eligibility Criteria for Apply a Jan Seva Kendra ?

1- Candidates ka Age 18 se jyada hona jaruri hai.
2- Educational Qualification kam se kam 10th hona chahiye.
3- Candidates ke paas ek Computer Shop hona chahiye jisme ek Computer/PC/Laptop, ek Printer, ek Scanner or Internet Connection hona chahiye.

How to Apply Online ?

Aap 2 tarike se Jan Seva Kendra ke liye apply kar skate hain. 

Sabse pehle to aap FREE me agar Jan Seva Kendra ID lena chahte hain to aap CSC me Registration kar sakte hain kyun ki CSC me Registration karna or ID lena FREE hai, but CSC me Apply karne ke liye apko TEC me Registration karke exam dena hota hai iske liye apko Rs.1479/- pay karna hota hai. Jaise hi aap TEC me registration bhi kar loge to bhi aap iski Reference Number ki madad se bhi CSC me apply kar sakte hain or CSC ID le skate hain, But but but...

Agar aap CSC me already apply kar chuke hain or aapka CSC Application Reject ho chuka hai ya fir abhi tak approve nahi hua hai abhitak pending me hi pada hai to apke liye dusra rasta hai.

Dusra rasta to ye hai ki aapko CMSCSC me Registration karna hoga. Lekin ek baat hai aapko yahan CSC se bhi jyada services mil jati hai lekin ye service FREE nahi hai iskeliye apko kuch amount pay karna hota hai.
 
 

So chaliye jante hain kaise aap CMSCSC me Registration kar paoge.
 
Sabse pehle to apko niche diya hua Link par click karna hoga to aap CMSCSC ki portal me chale jayenge.
 
Jan Seva Kendra Registration 2022, जन सेवा केंद्र रजिस्ट्रेशन 2022 , CMS CSC PORTAL REGISTRATION, How to Open Jan seva kendra in 2022,
Jan Seva Kendra Registration 2022

 
To ye hai Common Service Centers ka Official Website. Yahan se hi aap ID le skate hain. Id ke liye online karne ke liye aapko niche diya gaye me se State ko select karna hai. 

Jan Seva Kendra Registration 2022, जन सेवा केंद्र रजिस्ट्रेशन 2022 , CMS CSC PORTAL REGISTRATION, How to Open Jan seva kendra in 2022,
Jan Seva Kendra Registration 2022

Then apke samne ye wala page aa jayega. Abhi apko yahan par registration karna hoga jan sewa kendra ke liye. Right side niche dekhiye ek link hai New VLE Registration ka aapko wahan just click kardena
hoga.
 
 
 
Jan Seva Kendra Registration 2022, जन सेवा केंद्र रजिस्ट्रेशन 2022 , CMS CSC PORTAL REGISTRATION, How to Open Jan seva kendra in 2022,
Jan Seva Kendra Registration 2022, जन सेवा केंद्र रजिस्ट्रेशन 2022 , CMS CSC PORTAL REGISTRATION, How to Open Jan seva kendra in 2022,
Jan Seva Kendra Registration 2022


Then apke samne ek Application Form aa jayega. Bas apko is form ko achhe se bina koi galti ke fill up karna hai kyun ki yahan agar aap koi bhi galti kar denge to aapko baad me sudhar ne ka mauka nahi milega. Sabhi ke sabhi information or sara details apko sahi se enter karna hoga. Yahan apko kuch documents ko bhi attached karna hoga then apko submit pe click karna hoga.

Ek baar aapka form submit ho jayega to aapko 1 se 2 week tak wait karna hoga then aapke registered e-mail id me ek mail ayega. Apka id activation aapko bheja hua e-mail ke jariye hi hoga. Wo e-mail me ek Activation Link hoga jisme apko click karke unka jo bhi price hai payment karna hoga tab jaake apko next week tak ID Password milta hai.

Important Links

Jan Seva Kendra Registration:      Click Here
 
Official Website Link                      Click Here
 
Follow On Instagram:                    Click Here
 
Join Telegram Group:                    Click Here

Post a Comment

0 Comments