![]() |
Jan Samarth New Portal Registration |
About Jan Samarth (Loan) Portal:-
Indian Govt. ne Jan Samarth New Portal launch kardiya hai jahan koi bhi person apna Loan ko Online hi apply kar sakta hai uske baad apko Banks ke chakkar nahi kaatne padenge kyun ki ye portal me aap apply karte hi Digitally hi approval milega. But iske liye aap eligible hona chahiye.
Bahut log chhota sa business karte honge ya fir naukri karte honge or side me ek business karna chahte hain ya fir apne bachho ki padhai ke liye Loan apply karna to chahte hain but Banks Official support nahi karte bank ke chakkar kaatke chappal hi ghis gaya but Loan nahi mila to ye sare problem ka ye new portal me hi solution milega. Aap yahan bina koi tension ke online hi sabkuch fill karke apply kar sakte ho.
Mudra Loan jab se online hua kafi log fyda uthaye but ye kafi different and easy hai. Yahan apko kisi Bank ki Officer se baat karne k jarurat nahi bas aap apne hisab se hi ghar beithe apne mobile se bhi dekh sakte ho aap eligible ho ki nahi, agar aap eligible hote ho to aap asani se apply kar sakte ho.
![]() |
Jan Samarth New Portal Registration |
Ye new Portal (Jan Samarth) me aap 4 type se Loan k liye apply kar sakte ho.
Types of Loan:-
1- Education Loan (3 Schemes available)
2- Agri Infrastructure Loan (3 Schemes available)
3- Business Loan (6 Schemes available)
4- Livelihood Loan (1 Scheme available)
Apna Eligibility check karne ke liye jo Loan bhi chahiye uske iche ek Link hai Check Eligibility ka bas apko wahan click karke requirement information fill karenge turant hi bata dega apko aap eligible hai k nahi.
Loan Process:-
![]() |
Jan Samarth Portal |
Jaise hi aap yahan check karenge ki aap eligible hai ki nahi, agar aap eligible ho jate hain to aap Online fillup karenge form uske baad Digital Approval hoga fir aap apna application form ko track bhi kar sakte ho.
How to Apply:-
![]() |
Jan Samarth Portal |
Just click on Register Link.
![]() |
Jan Samarth Portal |
Yahan aap jaise hi registered ho jaoge aap Loan ke liye Online hi apply kar sakte ho.
Jyada details me practically dekhne ke liye niche video ka link hai.
Important Links:-
Website Link: Click Here
Instagram: Click Here
Telegram: Click Here
0 Comments