UIDAI Aadhaar Portal New Update 2022

 


UIDAI Portal New Update 2022

UIDAI Aadhar Portal me kuch update aya hai. Agar aap ek Aadhar Card holder hain to aapko is Article kuch naya sikhne ko milega.

Aksar hume Aadhar Card me kuch correction karne ke liye nearest Aadhar Center ko visit karna padta hai or aksar hum humare relatives logon ka bhi update karte hain lekin hume maximum cases me dekha gaya hai ki jo Aadhar Card Center Agency staffs hote hain wo achhe se support nahi karte or rudely baad bhi karte hain maano wo fakat me wo kaam kar rahe hain. To isi ko dekhte huye Aadhar Card UIDAI Office ki taraf se ek update kiye hain apne UIDAI ki portal me.

Kya hai wo Update

To Update ye hai ki Aadhar Card jahan aap banane jate hain wahan koi staff agar rudely baad karta hai aapke aadhar card banane ke liye ya fir correction karne ke liye apko ghuma ta hai to aap unke name par complaint kar skate ho Online.

Ise kya Hoga ?

Ise hoga ye ki wo UIDAI Center Agency ke name par verification hoga or agar unka galti nikalne par unko penalty dena padega or ho sakta hai unka ID ko block kar diya jaye. To aap ko inke khilaf awaj uthane ke liye Online hi form fill up karna hoga.

Website Link: Click Here

Aap jo bhi Aadhar Center par jayenge wahan agar aapne Aadhar ke liye new apply kiye honge ya fir correction kiye honge, ye 2 condition me apko ek Enrollment No. milta hai wo printout karke dete hain, usi Enrollment No. ki help se aap complaint kar sakte ho. Bahut sare category diya gaya hai aap niche padh skate ho.

To itne sare problems ho raha ho to aap inke khilaf complaint kar sakte ho.


How to Complaint:-

Iske upar meine video banaya hun niche link hai plz watch thank U.

 ------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Aadhar 3 New Update

 UIDAI Portal me time to time update ata rahta hai jisko har Aadhar Card holders ko janna chahiye. 

1- Aadhar Card Update Address without submit Documents

Jab bhi hume humara Aadhar Card me Address update karana ho to hum sidhe hi UIDAI Portal me jaake karana hota tha but wahan apko apna ek Address proof dena hota tha but eisa apko ab nahi karna padega. Ab aap bina documents diye bhi apna aadhar card me address update kar sakte hain. 

Lekin uske liye aapko apna father ya mother ka update address wala aadhar card ko scan karke upload karana hoga tab unke aadhar card me jo address add hua rahega uske base me apka adhar me address update ho jayega.

2- SMS Received (Your Aadhar Card will be Expire plz Renew)


Isi type ka SMS aa raha hai sabko. Yahan clearly mentioned hai ki Aapka Aadhar Card 1st February 2024 tak valid hai. Ab apko apne nearest Aadhaar Center (UIDAI) jaake free of cost Biometrics Data update karana hoga. Agar aapke paas bhi eisa type ka SMS aya hai to aapko bhi biometrics update ke liye nearest aadhar center me jaake update karana hoga.

3- Update your Aadhar (Proof of Identity and Proof of Address)

UIDAI bol raha hai ki aapko POI and POA ki tahat documents ko upload karke apna Aadhar Card ko strong banaiye. Agar apke paas aadhar card hai to aapko ye karna hi hai tab apka aadhar card stong document ban jayega.


Apka Document Update Click karna hai. Then apko apna details entered hote hi apko 2 documents dene honge (1 for POI like Pan Card, Bank Passbook, Statement, D.L. etc. and 2nd for POA like Ration Card, Bank Passbook, Statement, Marriage Certificate etc.) then apko Rs.25/- pay karna hoga fir apke paas ek slip ayega fir apka 2 din ke andar update ho jayega.

 

Website Link: Click Here

Post a Comment

0 Comments