Apaar id card kya hai ? Abc id login student - One nation one student id registration online

One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student

Introduction

Bharat Sarkar ke dwara Jari kiye jane wala Ministry of Education Government of India (Academic Bank of Credits) ABC System Ji ki Bidyarthiyon ke liye ek Sabse Accha Subidha lekar aaya hai lekar aaya hai.
Bidyatri jo hai sabse accha labh utha sakte hai yaha se Yaha se unko Padhne ke liye Aage Badhne ke liye  Bharat sarkar ke dwara hone wali National Education Policy 2020 ke Anusar Desh ke Uccha Siksha Jagah mein Karya kramo sein jese Loan , Credit  Subidhayon se Adhyanan Karne ki Swatantrata ke sath Bidyarthiyon ki Sikhshit gati ko Aage Badhaya gaya hai.
Bartaman Manlo ki ap agar koi School ya colleges mein Admission Lete hai Uske liye apko Pehle  Complete Karna Padega apko One Nation one Id Registration @abc.gov.in Uske baad ap Download karsakte hain Apaar Id Card official website se aur labh utha sakte hain. Jitne bhi Students Hai Sabhi ko ABC Bank Registration Karna Chahiye.

Benefits for Students -Chatraon ka labh (Profit)

Ab hum apko One nation One registration Student id Kese ky benefit hai Uske baare mein apko batayenge. ap Ek students ho to apne Sapno ko pura kar ne ke liye apni maan mutabik padhai karne ke liye ABC Card credit offers karraha hai, Jisse ap apni Padhsai Complete kar sakte ho.
1. Bidyarthi ko Aage padhne ke liye moka
2. Shiksha Bikash ka Moka Milna
3. Chatra ko swayam sikhne ka anumati deta hai
4. Maanyata Prapt Sikhane ki Uplabdhiya milna

How to Register for Apaar Id -( Registration kaise kare?)

One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student
One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student

Upar dije jane wali image par QR Code diya gaya hai Ap scan kar k registration karsakte hai, Ye official page ka ek image hai.
Agar ap Bidyalaya me Padhte hai ek Student ho, Apni ABC Id Banakar Academic bank of Credits ka Labh Uthasakte Hai,
1. Sabse Pehle Digiloker Mein Login kare -aur iska hissa bane.
2. Shiksha ke liye khoje - Shiksha Shreni Academic Bank ke Credit seva Darsata hai Iska Faida uthaye.
3. ABC Id Banaye - Apna Biswabidyalaya Chune aur Apna Id Banbayein Usek upar Click kare.
4. Credit Jama Karein - Chatra (Student) anc.gov.in par Login kare aur Jama kiye huye Money Amount ka jaach kar sakte hain.

How it Works -( Yeh kaise kaam karta hai)

1. Pehle Sanshtayon  par Ye Paise Jama hojata hai.
2. Credit Paise jo Students ko Help hoga woh sthanantaran kiya jayega.
3. Dushre Sansthan par jab Apko paison ka zaroorat hoga padhai ke liye apke credit account jama khate se uthaya jayga zarroorat hone par.
Jo bhi Money Paise chatra ka hoga wow Bina chatra ke Sahmati ke bina Nahi uthaya Jata hai. ye Puri Baat dhyan me rakha jata hai ki Jo paise hote hai woh Chatra Student ka Padhai me hi Kharch honge,

ABC ID Ka Pramukh Biseshta ky hai?

1. Ekadhik Logon (Students) ka Prabesh aur Nikash Yaha hota hai.
2. Ap kahi bhi Kabhi bhi Padhai khar sakte ho Koi rukabat nahi hoga Arthik (Money) pareshani ki.
3. Chatra Apne hisaab se yha padhai mein gati kar sakta hai.
One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student
One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student

Agar ap kahi Shiksha sansthan par padhai karte hai toh National academic depositary NAD ke System ke jariye Registration kar sakte hai. Digilocker NAD ek esa store locker hai jaha puri safety ke sath Amount rehta hai jo baad me apke jarurat ane mein kaam ata hai. to chale niche digilocker mein kese register karein jaante hain.
 
One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student
One nation one student id registration online - Apaar id card - Abc id login student
sabse pehle humko registration aur sign up karna hoga. toh chalein 4 easy steps ke sath aage badhte hain.

Step 1 -

Sign up Via digiloker

(a) Digiloker ka upyog karke ap sansthan NAD khata Banayein, Ueh upyogkarta ki Pramanikta ka prusti karta hai.
(b) Digiloker me khata  dharak khata swami hain yaha pe matlab account owner..
(c) Khata dharak swami khate se judi sabhi kamo ke liye kendra bindu hai. koi bhi kaam ho bina Khata dharak ke nhi hoga.

Note: National Academic depository (NAD) ko sanchalit karne ke liye Digilocker khata banana zaroori hai.

Step 2 -

Select your Institution

(a) Apne sansthan jaha padhai karte ho name zaroor Chune Aur yaha Nirdharit Zaroor kare jaise pura pata, Telephone number aur website URL ko Swachalit roop se bhare.
(b) Agar zaroori ho to Sansthan ke bare mein kuch jankari sansthan ki jaach ptal se sansodhan kare taki baad me koi dikkkat naho.
(c) Ek se Adhik matlab bohot baar account banane se bach ke rahe.

Note - Yadi Sansthan ka naam, Suchi mein nahi hai, toh NAD SE sampark kare.

Step 3

Confirm Account Details -

(a) Sabse pehle yaha khata dharak ka puri jankari dain.
(b) yah vyakti ek nodal adhikaaree ke roop mein sansthaan ka pratinidhitv karega aur dijilokar-enedee se sambandhit muddon ke lie sampark bindu hoga.
(c) khaata Dharak sansthaan ke bheetar Kuch kaam koi  pad par baitha koee vyakti hona chaahie.

Step 4

Accept T&Cs to Complete Registration

(a) Niyamon ko acchi tarah se nazar mein rakhte hue Sarton ko Dhyan se padhe aur Panjikaran registration ko pura karne ke liye me sahmat hu par click karein.
(b) Khata dharak owner ko swagat yogya message prapt hoga.
(c) Jobhi details hoga student ka NAD aur UGC ke dwara verified kiya jayega.
(d) Succesfully jab verification complete hojata hai  uske baad khata dharak ko Email bheja jata hai, ab Sansthan digilocker mein Registration ki sarri document jab ho chahe dikha sakta hai.

Note - Verification hojane ke baad kabhi kabhi user dashboard jo hai notificaion karega verification pending status ke sath isko itna darne ki ya chinta ki baat nhi hai wow baad me verification successful hojata hai.
yeh four step hojane ke baad registration complete hojane ke baad abc certificate registration pura hota hai.

Instagram Link:                   Click Here

Telegram Link:                    Click Here 

Website  Link:                      Click Here










Post a Comment

0 Comments