Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole

Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole


Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole
Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole


Agar ap ek CSC VLE hai aur agar ap Aadhar UCL mein registration karna chahte hain lekin ap ke pass iski zaroorat ke hisab se documents ya certificate dastabej nahi hai toh abhi esa khaba pakki hai ki bina ye documents ke ap Aadhar seva kendra id nahi pa sakte hain agar esa sochrahe hain toh ap galat hain apsabhi ko batana chahta hain ki ek naya information aaya hai aadhar center chahne walo ke liye ki apke paas Bank BC Certificate nhi hone se bhi ap Aadhar seva le sakte hain aau jante hain kaise -

How to Registration -

(1) Apko is new aadhar seva kemdra id lene ke liye sabse pehle apne mobile ya laptop ke Google search engine mein jana padega aur waha par ASUJA Aadhar Website -Asuja Aadhar search karein.

(2) Uske baad apko desktop mein pehle hi website Asuja Aadhar ka dikhayi dene lagega - Aadhar Enrolment and Seva Kendra uske upar click karke website mein abdar jayein. andar jate hi ap Asuja ke official website par ajayenge Official website ke andar ek notice chalta hua dikhayi dega Red colour mein usme ye bataya gaya hai ki Aadhar UCl registration ya id lene ke liye apko esa koi paise payment ya charges nahi lagega ye bilkul free mein milega.


(3) Apko yaha pe aur kon kon si E-Governance services milte hai uske baare mein jane jese ki Aadhar UCL register work, sathe me Bank Bc registration work, Ayshman bharat id bhi bana sakte hain ese bohot sari aur E-govenance work website par available hai.

Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole
Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole



(4) portal mein Careers apply wale option par click karna hai uske baad apke desktop mein interface open hoga jisme Aaadhar operator id certificate walon ko 1000+ ke liye Aadhar ka requirement hai.

 (5)Requrements - ke kuch sartein aur niyam -

(a) Candidate ko minimum Educational qualification 12th/Graduate hona chahiye.
(b) NSEIT Aadhar operator aur supervisor Certificate candidate ke pass hona chahiye.
(c) Candidates ko Computer ka basic knowledge hona chahiye.
(d) Apne Ass pass ka Local language Communication skill accha ho.
(e) Sabhi niti niyam ka palan kare.

(6) Form Fill up - 
      
Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole
Aadhar Seva Kendra Registration 2024 - Aadhar Center Kaise Khole

(a) Aadhar registration form ko abhi apko bas fill karna hai uske baad registration proces complete hojayga - sabse pehle apko project type fill karna hoga jaha apke najdik organisaion hoga usko karna padega choose uske baad candidates name, Father Name, Date of Birth, likhein uske baad Passport size photograph upload karde 


Gender chhose karein, Caste aur religion choose karein. candidates ka aadhar address mobile number aadahr details number email and pincode likhna na bhulein. uske baad state select karein candidate qualification aur certificate upload karde  uske baad NSEIT aadhar certificate number details dalein NSEIT certificate Pancard details upload kare sath mein computer certificate bhi upload karde aur Candidates signature bhi upload karke Aaadhar machine ke bare me puchega es or no me jawab de aur application form ko submit karde apply succesfully hojayega aur sath hi sath mein udhar se reply aur approval hone ke baad ap Aadhar work kar sakte hain.

Download Link:                   Click Here

Instagram Link:                   Click Here

Telegram Link:                    Click Here 

Website  Link:                            Click Here










Post a Comment

0 Comments