Zerodha account close kaise kare - How to close zerodha account permanently
Zerodha account close kaise kare - How to close zerodha account permanently |
Know about stock market?
ek stock, jise share ya Equity ke roop mein bhee jaana jaata hai, kaise company mein money ki ek pratinidhitva karata hai. jab aap koi stock khareedate hain, to aap us company ka ek chhota sa hissa khareed rahe hote hain, jo aapako company ke sampatti aur kamaee ke ek hisse ka hakadaar banaata hai.
Read also - Aadhar Seva Kendra Registration 2024
How to Close Stock (Zerodha) account ?
Stock market mein humein paise invest karne ke liye demat aacount ki zarurat hota hai. Lekin woh demat accounts ko delete kaise karte hai pata nhi hai lekin woh zaruri hota hai kese manlo ki apko loss horaha ho aur ap money invest karte karte aur invest karne ke mood mein na ho. manlo apne bohot sare account khol rakhe ho aur invest karne ke mood mein nhi ho to wow sab apke loss hota zara ho ek ke baad ek toh ap demat accout ko close kaise karein aj apko yaha bataya jayega. jese ki Angle1,upstox,Zerodha jaise bohot sare demat accounts available hai investing ke liye. aj apk Zerodha account block karne ke bare mein batayq jaega.
Step - Sabse pehle apko Zerodha website -Zerodha,com demat account login karna padega. Open karne ke baad apko waha par 5 Tab Milenge. Watch list order aur uske baad hai portfolio options yaha sabse pehle apko dekhna padega ki apka investment chalraha hai ya koi position me to nhi hai agar woh kuch product nhi ho to niche profile me jake select karna hoga funds ko funds agar apka available hai to withdrawal pe click karna hai aur agar funds minus me amount hai to usko apko use positive karna padega matlab add money karna padega tabh ap amount deduct kar pauge. jab ap profile k options me jauge waha account close ka ek options rehta hai usko click kare
Zerodha Account close kaise karein - How to close zerodha account permanently |
Continue karne ke baad thodi der mein terms and conditions milega usko proceed karenge niche sign now ka ek button hoga usko click karna hai uske baad apko waha term conditions ko accept karna hai. uske baad apko waha 12 digit ka aadhar number dalna hoga jise registerd mobile number mein ek OTP ayga.
Read also - UCL adhar registration 2024
Otp ko apko enter karne khali space mein dalkar submit enter mein click karna padega OTP ke baad verification aur sign me apko click karna padega. Document send successfully hojayega waha uske baad apko thoda bohot wait karna padega kuch minutes ke yeh process complete hone ke baad 2 din yani 48 hours ke andar apko email mein ek confirmation message ayega ki apka demat account close ho chuka hai bas itna hi process hai to ap bhi apna demat account is asan tarike se close karsakte hai.
0 Comments