Aadhar center new aadhar apply - New aadhar center apply process 2024
Aadhar center new aadhar apply - New aadhar center apply process 2024 |
Introduction -
Agar ap ek Aadhar seva kendra kholna chahte hain aur services lena chahte hain to apko bohot sari dikkaton ka samna karna padraha hoga. jabki ap ek CSC center ka sanchalak hai aur ap UCL id mein Kaam Karrahe hain to waha par apko bohot sari problems ka samna apko karna padta hoga ap waha sirf Mobile number, email id aur address update kaam kar parahe honge baki sab nhi hota hoga. to jese ki pake bohot sari grahak aate honge biometric update ke liye ya new enrollment karne ke liye to aj hum apko batayenge ki ap kese ek new enrollment center ka kaam kar pauge application aur apko miljayega id. jo house model aadhar seva kendra wale unke liye ye process hai iske liye apko koi bank premises ke andar jakar ke enrollment krna hogauske liye ky process h aj hum apko batate hain.
New aadhar center apply process 2024
1. sabse pehle apko New aadhar service kaam ke liye iska website portal - ipsindia.co.in me jana hai aur portal me E-Governance me click karke niche aane se waha par Aaadhar Enrollment ke liye pura details diya gaya hai. usme detail kaha gaya hai ki ap isko apne private shop mein kaam nhi karenge iske liye apko government premises ki jarurat padegi ap isko bank ya koi sarkari office me kar sakte hain iske liye apko enuiry karna padega.
2.uske liye apko website ke home page me jana padega aur pages scroll hote rahenge uske aadhar enrollment ka options ayega usme click karke online form niklega useme enquiry details kar sakte hain. agar apko jaana chahte hain ki kitna kharcha ayega Aadhar center kholne mein investment calculator isi portal me option hai usme apko jana padega. andar jake apko sabse pehle apna state select karna padega kaha se hain aur uske baad kaha kaam karenge koi sarkari banks ya koi office mein khud chayan karke waha par bank bohot sare ke naam available hai.
3. apne najdik koi bank me jakar ke ap waha bank manager se baat karke ye aadhar enrollment kaam suru, kar sakte hain. uske wahi page mein apko apne shop me ky ky chizen zaroorat hongi product, quantity, Base amount, tax amount, kitna kharcha sakta hai detail mein diya gaya hai.
Read also - Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana 2024
4. konsa product ky chizen jese fingerprint scanner, GSM net dongle, scanner 2 eyes, Hamara kendra signboard, web camera, GPS device, portal subscription charges, Multifunctional priner, interest free refundable deposit against aadhar ye sab milakar waha kitna kharcha ayega batadega. agar apka budget sahi aaspass hota hai to koi der na karte hue jaldi se ye subidha ka labh uthakar labh utha sakte hain.
Aadhar center new aadhar apply - New aadhar center apply process 2024 |
5. Enquiry details aur agar ap ye subidha lena chahte ho to ye sab process fill karne ke baad apko kuch dino mein company se call ayega apko apna basic details dena padega aur batadena hai mein aadhar seva kendra lene ke liye icchuk hu uske baad bank ke sath ap ek accha relation baana lijiye. jab company apko letter degi to ap bank mein jake bank manager se signature kara kar verification mein unhone permission diya hai id ke liye aur documents ko apko dubara company ko bhejna hai. kuch hi dino mein company ke sites se UIDAI ko apke credential ke liye form bheja jayega.
Read also - GST nill return filling Online 2024
6. jab apka credential banjayega tab kuch din ke baad apki machine registration ho jayegi aur phir ap phatafat aadhar kakaam apne bank mein beth karke logon ko aadhar seva de sakte hain.
0 Comments