NSDL vs UTI(UTISTIL) - The Difference between UTI and NSDL
NSDL vs UTI(UTISTIL) - The Difference between UTI and NSDL |
Introduction
Jab bharat mein PAN services ki baat aati hai tab NSDL (now rebranded as protein E-government technologies limited) aur UTI infrastructure technologies and services limited (UTISTIL) dono PAN card applications, update aur anya sambandhit sebayon ki subidha ke liye adhikarik agencyan hai. Yahaan dono ke beech tulana ki ja sakti hai kon sa behtar hai.
1. Application process -
NSDL(Protein e-Gov) - PAN card application procees bohot aasan hai aur ise NSDL portal ke madhyam se apply kiya ja sakta hai. yeh application ke liye apko form bharna padega ya online mein hi bina form ke apply kar shakte hain.
UTI - NSDl ki Tarah UTI bhi application Process same hai. UTISTIL ke pehle bohot customer hua karte the isliye uska work aur uses jyda ho sakte hai. Jisse yeah un logon ke liye subidha ho jayega jo log byaktigat rup se bhi application karna pasand karte hai.
Read also - Aadhar center new Aadhar apply 2024
2. Service Charges -
NSDL - PAN card application ya phir correction ke liye liye jane wale charges mein tulana ki ja shakti hai. latest update news ke anusar india mein rehne wale logon ka pan card ka price 107 ruppes hai jabki foreign sector ke logoko pan card charges 864 income tax department ki aur se padraha hai.
UTI - UTI aur NSDl mein lagbhag saman charge lagta hai. but new update ki jankari hamesha customer ko rakhni chahiye.
3. Processing time -
NSDL - PAN application ya usko sudharne ke liye processing time lagbhag 15 din hai. physical PAN card ki delivery ke liye kuch aur din time lag sakta hai.
UTI - yaha par bhi PAN application banke correction aane ka time 15 days ka hai. lekin kuch user isko service ka upar nice tod marod ke batate hai.
4. Online features -
NSDL - yeh ek accha aur long time service deta hai jaha user apna pan card track karke uska process dekh sakta hai. E-pan card download kar sakte hai aur update ya correction bhi kar shakte hai.
UTI - yeh bhi same tarah ka service deta hai jismein status tracking aur e-sign application pan download uplabdh hai. kaam karne ka tarika thoda alag hai but kaam same hota hai.
5. Customer service -
NSDL - Grahak seva amtor par achi hai, Email and phone ke jariye help kiye jate hai, lekin kuch users hai jo kehte hai thoda lamba time lejata hai service mein.
UTI - yeh UTI services bhi phone ke madhyam se help karta hai customers logon ko. NSDL aur UTI ki seva serivces alag alag ho sakti hai lekin kuch users ka kehna hai UTI ke sath un logon ka behtar anubhav raha hai.
Read also - Police verification online apply chaatisgarh
6. Physical centers -
NSDL - NSDL ke bharat mein kitne saharon mein bhotik kendra hai, jaha log byaktigat roop se apna service kara sakte hai aur documents jama kar sakte hain.
UTI - UTI mein jyada jyade bhotik kendra mojud hai aur bada network hai. jo kuch services bohot acchi tarah se manage karleta hai.
7. E- PAN Availability -
NSDL - NSDL Aadhar ke jariye adharit E-kyc ka istemal se customers ko tatkal pan card deta hai. yeh pan card milne ka jaldi badhia process hai.
UTI - UTI bhi tatakal aadhar documnts ke madat se id deta hai. Dono agency electronic pan card dene mein ek saman samay lete hai. halaki kabhi kabhi technical issue hone se pan service late hota hai.
8. Popular and Use Base -
NSDL - NSDL ko byapak roop se istemal aur bharosa kiya jata hai sarkari khetron mein.
UTI - yeah service apne byapak aur jyada network ki wajah se jyada lok priya hai aur atyadhik byaktigat kaam ke liye istemal hota hai.
Conclusion -
NSDL aur UTISTIL dono agencies pan card services ke liye sabse uttam aur kusal services dene wale company hai. Dono ke beech chayan karna Byaktigat pasand sthan aur ap onlie ya byaktigat sewaypn ko mahatwa dete hai ya nahi ispar nirbhar karta hai. jyada dekha jaye toh dono mein thoda antar hota hai isliye adhik upyog kartayon ko koi bhi bikalp paryapt hona chahiye.
0 Comments