PAN Card 2.0 Free Update 2024 - Pan Card 2.0 kaise Order kare - How to Order Pan Card 2.0
PAN Card 2.0 Free Update 2024 - Pan Card 2.0 kaise Order kare - How to Order Pan Card 2.0 |
Introduction -
abhi abhi khabar aayi ai pan card 2.0 ka new version update hua hai. dikhne mein ye pehle ka pan card se thoda sal alag hai par wahi ek hi pan card id ka kaam karegi. jin logo ka purana PAN Card Id hai woh chalu chalta rahega woh invalid nahi hoga. ye bas new update version hai kisi ke paas purana id hai toh update karne ki zaroorat nhi hai ye government ne kaha hai.
Pan Card 2.0 kaise Order kare - How to Order Pan Card 2.0
abhi jo Pan Card 2.0 hai iska kuch new process hai aur subidhaye hai. isme apko old pan card ko kaise update and new nikal sakte ho uske baare mein hi bataya gaya hai.
apko Pan Card ke new process me apna communication address ko update karna hai. sabse pehle apko apna mobile ya laptop me google mein jake search karna hai Pancard update facility. Toh waha niklega 2 website NSDL and UTI ka Update service. Uske baad offcial website khulne ke baad pan card update process ka kaam kar sahkte hai. pan card service ka kaam karne ke liye offical pan card process update ka bilkul free hai uske liye waha koi charges nhi lagraha hai. offical website mein address update facility me jake Pan number, aadhar number, sath me jo bhi date of birth month hai year hai usko dalna hai aur submit kardena hai. uske baad ek page khilta hai jismein Continue with ekyc hota hai usme click karne se apka pan number email jo mobile number se h woh aur sath mein otp dikhata hai ussi otp ko niche fill karde OTP fill kardene ke baad apko apna mobile no email id update karna hai to update kar sakte hai yes karke no karna hai to no kare.
PAN Card 2.0 Free Update 2024 - Pan Card 2.0 kaise Order kare - How to Order Pan Card 2.0 |
uske baad request for addres updates yaha apka aadhar ke according addres utha leta hai lekin ap update karna chaho to kar sakte hai verify button me click karke generate and save me click karne se uske baad address update request chala jata hai apko ek acknowledgemen number milta hai usko note ya printout krke rakhle future basis ke kaam ke liye uske baad 24 se 48 ghante intezaar karna hai uske baad emaid id me update pan card bhej diya jata hai.lekin ap chahte ho ki physical pan card apke ghar aaye toh office ki r se 50 rupees ka charge lagta hai ap apna NSDL and dono mein jake pan card update new kar sakte hai.
0 Comments