CSC Gramin Naukri Portal Registration l How to Search a Job in India

 

csc gramin naukri portal registration, how to search a job in india,
CSC Gramin Naukri Portal Registration

 

India me din wa din populations ke sath berojgar bhi badhta jaa raha hai. Is control to nahi kar rahe lekin un-employed kuch jyada hi badh raha hai. Log ghar beithe muft ki rotiyan tod rahe hain. Eise me sab ke mummy papa pareshan ki bachhe ghar beithe muft ki rotiyan tod rahe hain, koi kaam nahi kar rahe hain, ghar keise chalega. To is conditions ko dekhte huye CSC (Common Service Center) ne ek bahut hi achhi scheme launch ki hai jiska naam hai CSC Gramin Naukri. Is scheme me kuch companies ko jo bhi requirements hoti hain jo bhi qualifications ke sath aap agar fulfil karoge to apko naukri jarur milegi. Or agar aapke paas ek CSC Center hai tab bhi aapko isse kamai hone wali hai. To chaliye me apko details me batata hun.


Pehle is Link par click kariye : Click here

 

csc gramin naukri portal registration, how to search a job in india,
CSC Gramin Naukri Portal Registration


Yahan apko har tarah ki naukari milegi. Kuch companies hain jo apko apni company me job karne ka mauka dengi. 


Baat ata hai 2 conditions ki. Agar aap ek CSC user hain or aap apne location me jitne bhi log hain khas karke berojgar log unko aap kis tarah se ye job dilwa sakte hain pehle baat krenge or last me agar aapke paas koi bhi CSC Center nahi hai or aap job search kar rahe hain tab aap kis tarah se khud se apply karenge.


For CSC User

Sabse pehle apko CSC Connect ki Tab par click karna hoga.

csc gramin naukri portal registration, how to search a job in india,
CSC Gramin Naukri Portal Registration

Yahan apko apna CSC ID or Password enter karke sing in par click karna hoga.


csc gramin naukri portal registration, how to search a job in india,

Abhi apko New Registration ki option par click karna hai.


csc gramin naukri portal registration, how to search a job in india, naukari search, job search,
CSC Gramin Naukri Portal Registration


First coloum me apko Job Provider choose karke Mobile No. dekar aage badhna hai. Jis customer ka Mobile No. denge usme ek OTP ayega, OTP ko submit karte hi ek form open ho jayega, us form ko fill karne ke baad kaam complete.


Ab baat ati hai, Non CSC User kaise karenge.

Home page se jo job apko sahi lage wahan apply now par click karne ke baad thik wese hi window open ho jaise CSC ke case me hua tha. Wahan apko first option me Job Seeker par click karke mobile no. dena hai fir sab same hai CSC wale jaise.

Agar aap bhi kisi ko job dilana chahte hain ya khud karna chahte hain to ye bahut hi badhia mauka hai, haat se mat jane dijiyega.

Post a Comment

0 Comments