CSP Center Kaise Khole l Customer Service Point Apply Online l CSP Earning

 

CSP Center Kaise Khole, Customer Service Point Apply Online, how to get a CSP Point of Union Bank of India,
CSP Center Kaise Khole


CSP (Common Service Center) ek eisa Center jahan se customers ko Banking Services ki facilities milti hai. Ek CSP ko aap apne Location me kahin bhi open kar sakte ho. CSP Centers me 90% banking services provide kiya jaa sakta hai jiske liye CSP walo ko achha khasa paisa milta hai. CSP Center open karne ke liye kuch requirements hoti hai, kuch eiigibility criteria hoti hai ya apko jo investment karna hoga me is Article ke through apko bataunga. or sath me apply karne ka bhi process batane wala hun. Yahan apko ek CSP me Earning karke apne family ko khush rakh sakte ho. CSP Center Kaise Khole

 

CSP Center Kaise Khole, Customer Service Point Apply Online, how to get a CSP Point of Union Bank of India,
CSP Center Kaise Khole

 

Aaj hum Union Bank of India ka CSP apply karne ka complete process sikhne wale hain.

Union Bank of India ek eisa genuine and trusted bank me se ek hai. Yahan apko har tarah ki Banking Service milega. Union Bank of India ne kafi sare jagah me apna Branch open kiya hua hai, Indian ke sath sath bahar countries jaise Hongkong, Sidney, Dubai jaise popular counties me apna Branch open kiya hua hai or apne customers ko satisfied provide kar raha hai.  

 

CSP Center Kaise Khole, Customer Service Point Apply Online, how to get a CSP Point of Union Bank of India,
CSP Center Kaise Khole

 

Union Bank of India ne jitne jagah bhi apna branch open kiya hua hai customer rating bahut hi achha hai. Karib 10,000 branches abhi tak open kar chuke hain jo ki ek achha achievement hai. CSP Center Kaise Khole

See More..

Requirements:

Apko yahan par ek Shop open karna hoga. Agar aapke paas pehle se hi ek Shop hai to aap use me hi kaam kar sakte ho. Fir apko kuch Machinary Parts bhi ready karne honge jaise Computer ya fir Laptop, Printer, Finger Print Device etc. 

Eligibility & Documents:

1- 10+2 Certificate

2- Aadhar Card

3- Pan Card

4- Residence Certificate

5- Character Certificate

6- IIBF Certificate

CSP Center Kaise Khole, Customer Service Point Apply Online, how to get a CSP Point of Union Bank of India,
CSP Center Kaise Khole

Investment

Investment aap apne hisab se apna situation or apna start up ke hisab se invest kar sakte hain. Jaise agar jis jamin par aapne Shop open kiye hain wo jamin apka hi hai to aapko thoda kam kharcha hoga. Kyun ki kis dusre ki jagah shop khulenge wahan ek Banking Sector ke hisab se furniture, electricity lagayenge to apko eise thoda jyda kharcha ho sakta hai. Agar Cash ki baat karen to aapko pehle pehle jyada cash nahi rakhne hain. 40 se 80 hajar tak aap apne Center par rakh sakte hain. Apko jyada kharcha karke dikhawa nahi karna hai agar aapke paas paisa available hai to wo alag baat hai lekin pehle apko udhar lekar wahan apko jyada cash rakhne ki koi jarurat nahi. Pehle aap Shop start karen dekhiye mahol kya hai, kaise chal raha hai, commission kis tarah se aa raha hai sab kuch study kijiye fir aap investment jyada kar sakte hain apna situation ke hisab se.  CSP Center Kaise Khole

Post Office Franchise Kaise Le ?

How to Apply

yahan par apko apply karne ke liye niche ek Company ko contact karna padega. Abhi sabhi Banks direct apko CSP provide nahi kar rahe hain. Apko Companies ki through hi jana hota hai. Agar aapne jo Location choose kiye hain wo Location me pehle se hi ek CSP chal raha hai to aapko apna Location ka Population check karna hoga. Kyun ki kam log rah rahe hain or aap wahan 2-3 CSP kholenge to kaise chalega. Then aap aaply kar skate hain. Wese to abhi bahut sare companies market me hain jo ki apko ek CSP provide kar rahe hain lekin kisi ko bhi kuch bhi information ya fir paisa hi kyun na ho de rahe hain to aapko verify karke hi denga hoga. Warna aapko pachtane ke ilawa kuch nahi milega. 

To practically apply karne ke liye niche diya hua video ko dekh kar jaan sakte hain ki ek Union Bank of India ka CSP lene ke liye apko kis tarah se apply karna hoga.

 

 

 

 

Post a Comment

2 Comments