UIDAI Aadhar New Portal 2022 - UIDAI and IPPB New Portal Launch 2022

UIDAI or IPPB ne milkar ek new portal launch kiye hain. Is portal ki madad se apko kya kya benefits milega me is Article me batane wala hun. 

UIDAI - Unique Identification Authority of India

IPPB- India Post Payment Bank

New Website Link: Click Here

Kya Kya Benefits Milega.

1- Agar aapka Mobile No. or Email ID apne Aadhar Card me link nahi hai to wo link kar skate hain

2- Agar apke ghar me koi bachha hai jiska age 0-5 years ka hai to aap uska new aadhar apply kar skate hain.

Ye Benefits lene ke liye Online kaise karen.

Sabse pehle to apko upar me diya hua link par click karenge.


UIDAI Aadhar New Portal 2022 - UIDAI and IPPB New Portal Launch 2022
UIDAI Aadhar New Portal 2022


Apke samne ek Application Form ayega. Ise fill karna hai apna personal details enter karke.

Name:

Address:

Pincode:

Email ID:

Mobile No.

Then apko Select Service me click karke IPPB-Aadhar Services option ko choose karna hai. Niche apko apne according kaunsa service ke liye request dalna hai wo select karna hai. Then click karna hai Request OTP me.

Aap jo No. dalenge usme OTP ayega, OTP entered karte hi apko ek Referene No. Milega. Usko copy karna hai or upar me dekhiye ek link hoga Click to Track your Request bas apko us link par click karna hai. Then apke samne ek new page ayega.

Wahan apko apna Mobile No. ya fir Reference No. ki madad se track karenge.

To iska matlab ye hai ki ye ek Service Request portal hai. Agar aapko ye services chahiye to is process ko follow karnege to apko request submit ho jayega. Then Dak Sevak jo Post Office me hote hain wahi log aake aapko ye service denge. 

 

Post a Comment

0 Comments