CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process

 CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process


CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process
CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process



Introduction -

What is CSC ?


A Common Service Centre (CSC) is a strategic cornerstone of the Digital India initiative launched by the Government of India. It is a facility that serves as the access point for delivery of various digital services to citizens in rural and remote areas. The primary goal of CSCs is to provide government services, social welfare schemes, healthcare, financial, educational, and agricultural services to the citizens through a digital platform.

How to Register for Aadhar Centre Through CSC?

 Aagar Ap ek CSC VLE hain Aur Ap  Aadhar Ka Kaam karna chahte hai to CSC Apke liye ek nayi Process lekar aaya hai jisse ap Aaadhar center khol sakte hain, apko iske bare mein complete step by step information process niche bataya jayega. Aagar ap CSC VLE nahi hai to ap Isme Aadhaar Ka kaam nai kar saktein hai. CSC ke aur se App kaam kar payenge ek Company hai Jiska naam Asuja E-Service. jese CSC mein Curvi Data Management jiske jariye Aadhar seva kendra chalaya jata hai waise hi Asuja E-service se bhi Aadhar ka kaam Suru hua hai.



1. Sabse Pehle ap Google mein search kare Company name - Asuja.com aur login kare.
2. Google mein Search karte hi apko niche diya gaya page ke jese website apke desktop screen par dikhayi dega.

CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process
CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process


3. Uske baad apko carrier apply now me Click karna hai jo apke desktop screen mein dikhayi deraha hai.iske baad ap jab niche scroll karte jayenge to apko Aadhar enrollment matlab Requirement mangraha hai 1000 se UIDAI Certified Aadhar operaor ki zarurat hai Aadhar seva kendra ke liye. to agar apke paas Aadhar Operator ya Supervisor ka Certificate hai toh ap yha par application kar sakte hai.

CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process
CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process


4. Yeah company ne Aadhar Operator ka kaam karne walon ko Ky eligibility Rehna chahiye uske baare mein niche diya gaya hai.


a. Aadhar operator lene wale ko 12th or Gradauate pass ohna chahiye.
b. Aadhar operator id ke liye apke paas NSEIT ka Crtitiface hona chahiye.
c. Jo Id lena chahte hai unko Computer knowledge hona Zaruri hai.
d. Candidae ka Local Comminication skill matlab Baat chit karne ka sahi Beahaviour accha rehna zaroori hai.
e. Rules regulation ko sahi se maintain karne wala chahiye.
ye sari eligibility Criteria apke paas hai toh ap apply karne ke liye scroll down kar ke niche form fill up karna padega. form me sabse pehle apko Kon se Aadhar Service dene wali company chahiye chayan karna padega, apko waha 3 company milega, waha apko apna state names likha hua milega agar aas pass woh compamy hogi, aur yaha apko 4 options milenge jese bank names rahenge, jo banks apke aaspass nazdig hoga wohi bank se ap selection karke aadhar ka kaam apko wahi bank office me beth kar karna padega. like -punjab national bank, BSNL, SIL india Limited, MPSEDC, ese Companiyon ke naam ayenge jinke jarye apo aadhar ka kaam karna padega. uske baad form se judehue sabhi data apko waha fill up karna padega. aur ek important zarrori baat form bharte time apko police verification ka certificate mangega gar apnw woh nhi banaye hai to banalo uske bina form aage nhi fillup hota hai. Form fill up karne ke baad apko submit button me click karna adega submit button me click karte hi registration complete hojayega, 


CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process
CSC Aadhar center apply online 2024 - CSC aadhar center registration process



form submit karne ke baad aage ki jo enquiry hogi company ki aur se hoga agar ap yeh Aadhar operator kaam ke liye chune jate ho to aadhar ka kaam aage kar sakte ho.. form submit hone ke baad company ki aur se apka selection ka sara process tarika company ki aur se apko milta rahega. form submit ke baad apko reference number milega ap koi jankari chahte hai to company ko uske jariye  contact kar sakte hai. 
 

Download Link:                   Click Here

Instagram Link:                   Click Here

Telegram Link:                    Click Here 

Website  Link:                            Click Here











Post a Comment

0 Comments