NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024

 NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024


NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024
NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024


Introduction -

(AEPS) Aadhaar enabled payment System - ek Aisa kaam hai jiske zariye online madhyam se Aadhar Card ke jariye Money payment kiya ja sakta hai or transfer kiya ja sakta hai. yeah ek aisa mini bank hai jaha micro ATM ke jariye financial transactions turant kardiye jate hai.

National payments corporation of india (NPCI) -

Bhartiya rastriya bhugtan nigam (NPCI) ne logon ko thugne wale ghotalon bajo ko grahon ko ki kaam ke jariye durpayog kar ke unke bank khate khali karne se rokne ke liye action suru kardiya hai. ab bank me jane wale customers bankon se judein hue log agents se pramanik certification paya hua log hi aadhar aur biomaric fingerprint scan k bad hi  through bank transaction ka kaam karsakte hain.


NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024
NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024

iske alawa ek dusre se business len den ka kaam karne wale companyon ko jo businessman logon ko payment accept karne ke liye important procedure dete hai aur card ke madhyam se payment karne ke subidha dete hain unko ye baat ka dhyan rakhna hoa ki bhim upi Aahdar  se jo payment hoga woh sahi jagah  ho aur iska durpayog na ho isliye har din check kiya jaye aur misuse hone wali ghanaon ko roke.

Nationalpayments corporation of india ke under mein uske rules ke hisab se NPCI ne bankon se 1 january 2024 se BC(Business Corespondents) aur agents logon ko AEPS Authentication ka Pramanit karne ka niyam lagu kardiya hai. jiski wajah se proof dena padega sabko AEPS transaction karne Ke liye. Yeh Rules 3 months tak lagu rahega, jiske baad result ke hisab se kitna sahi rahega dekha jayega.

NPCI ka yeah bhi sujhab aur salaah hai ki bank bohot sare sanchar channel mein uske jariye Debit mode ke hisab se AEPS ko Saksham ya Aksham Karne ke liye Grahak ki sahamati prapt karein. In channel ke jariye Mobile Banking, Sakha Banking aur call center juda hua hai.

AEPS -


NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024
NPCI NEW GUIDELINES FOR AEPS 2024 - NPCI NEW UPDATE 2024


Aadhar enabled payment system (AEPS) ek system hai jo bankon ko kendirya switching aur clearing Agency ke madhyam se Aadhar linked internet bank lenden ka rasta banane mein madat karta hai.

AEPS ke len den ka kaam karne ke liye Important neccesary chise hai jese ki -

1. Aadhar number

2. Fingerprint

3. Name or bank IIN(Issuer Identificaion Number)

NPCI ne adhiktam len den ka amount nirdharit kiya hai -Ek single AEPS Transaction par 10,000/- tak karpauge usse jyada nahi.

Banking Service offered by AEPS

1. Cash Deposit
2. Cash Withdrawal
3. Balance Enquiry 
4. Mini Statement
5. Aadhar to Aadhar Fund Transfer
6. Authetication
7. BHIM Adhaar Pay

Othr services offeren by AEPS

1. E-kyc
2. Best Finger Detection
3. Demo auth
4. Tokenization
5. Aadhar seeding Status.

Download Link:                   Click Here

Instagram Link:                   Click Here

Telegram Link:                    Click Here 

Website  Link:                      Click Here







Post a Comment

0 Comments