Leave CSC and New Portal launched in the Market - How to Apply New Service Sahaj Portal
Leave CSC and New Portal launched in the Market - How to Apply New Service Sahaj Portal |
jaise ki apko pata tha ki market mein ek hi Portal esi thi jisse usme sabhi service dekhne ko milti thi. CSC ke alawa esa koi portal nhi tha jis mein Aadhar ka kaam ,Voter id ka kaam, Pan card Apply, electricity ka payment, Mobile recherge, Rail Airflite Ticket booking and Bohot sari Online work hota tha. Dusra koi Portal nhi tha jo apko ye sab service de sake. usme se Digital india ek Portal tha jiski madat se ap woh sab kaam bhi kar shakte thai Lekin aj mein apko ek New service ke Baare mein batana chahta huu jaha par ap ye sabhi subhidhayein ka labh utha shakte hain aur bhi woh bina koi amount Charges ke.
Our Services -
1.E-Governance - sahaj ek nishpaadan aur kaaryavaan bhaagidaar hai jo sarakaaron ko naagarika sevaen pradaan karata hai, ab sahaj kee madad se in tak pahunch aasaan ho gayi hai
(a) Pan Card.
(b) Income Tax Filling.
(c) E-Stamping.
(d) NIC Up E-District.
(e) Mo Seba Kendra.
(f) Umang.
2. Banking Services - koee kaaryasheel poonjee kee aavashyakata nahin. hamaaree dukaan se nakad nikaasee, dhan hastaantaran, nakad jama, bachat, beema aur rn jaisee nirbaadh bainking sevaen pradaan karen
(a) Aeps.
(b) Micro ATM.
(c) Account Opening Services.
3. Payment Services - sahaj bil bhugataan sevaon ke saath sahaj mitr achchha raajasv arjit kar sakata hai. bil bhugataan sevaon ka laabh uthaen aur apanee dukaan par graahakon kee sankhya badhaen. sabhee bil bhugataan pradaata sahaj portal aur sahaj mitr aip par upalabdh hain. apane graahakon ko bil bhugataan sevaon ke baare mein soochit karen.
(a) BBPS;
(b) LIC Premium Collection.
(c) Mobile DTH Recharge.
4. Insurance - beema ek aisi Byavastha hai jiske dwaara company ya raajya ek nirdisht Premium ke bhugataan ke badale nirdisht haani, kshati, beemaari ya mrtyu ke lie muaavaje kee gaarantee pradaan karane ka vachan deta hai, sahaj sarvottam sevaen pradaan karata hai.
(a) General Insurance.
(b) Telemedicine.
5. E-learning - sahaj ee larning, sahaj ritail limited ke ek pahal hai jo shiksha arthiyon ko gunavatta apoorn shiksha aur prashikshan pradaan karata hai;; humare digital pleta phorm par samaajon ka kshetr. sahaj ke maadhyam se hamaara lakshya ek shikshaarth ke sikhane ke jeevan chakr ke dauraan usakee sabhi seekhane kee jarooraton ko poora karana hai
(a) E-Sikhsha.
(b) Nielit.
(c) EL Services.
(d) Sarakari Pariksha.
6. Tour & Travels - sahaj, sahaj mitr ke lie tren tikat yaatra buking sevaen pradaan karata hai, aap onalain maadhyam se tren, bas, eyaralains buk kar sakate hain, tatkaal buking, aasaanee se riphand prakriya, sahaj dvaara dee jaane vaalee prakriya aakarshak kameeshan ka ek avasar hai. is avasar ka laabh uthaen, ab yaatra vyavasaay ke lie sahaj se juden.
(a) IRCTC Agent.
(b) Bus.
(c) Airline.
7. Entertainment - sabhee ke lie manoranjan. haan sahaj ab aapake graahakon ko epikon sevaen pradaan karata hai. sabhee dvaara pasand kee jaane vaalee sabhee shailiyon kee saamagree ab aapake graahakon kee seva ke lie taiyaar hai. maasik, ardhavaarshik aur vaarshik sadasyataen upalabdh hain. abhee bechen aur aakarshak kameeshan praapt karen.
(a) Epicon.
8. Earn More - khudra byaapaar sahaj ka ek hissa raajasva arjit karane ke kayi nae avasar pradaan karata hai. ham aur adhik vyaavasaayik avasar la rahe hain jo aapake graahakon ko adhik vikalp de sakate hain, adhik pej kamaane ke lie aate rahen aur sahaj kee naee sevaon ko jaanchane ka mauka paen.
(a) Sahaj Bazar.
How to Apply for Registration -
1. Sabse Pehle apko Google search Engine Mein jake website -Sahaj Registration Search Karna hai - Sabse Pehle apko waha Sahaj Mitra Registration ka Option Miljayega.
2. Jese hi ap Sahaj Mitra Registration par click karenge to apko waha official website dikhega - Waha pe Home ka options rahega sath hi sath bohot sare online application k options rahenge lekin Services ka option bhi rahega waha par jaha pe E-Governance services bhi rahengi jaise ki Aadhar Pan Income tax filling ka work Loan, Bank BC Certificate aur bohot kuch.
Leave CSC and New Portal launched in the Market - How to Apply New Service Sahaj Portal |
3. Portal mein New registration ka options rahega waha per Click karenge to page khulega registration ka. registration options me apko konsa documents sab lagega wow sab ap side me Doument guidelines mein click kark pata laga sakte hai.
4- Uske baad service we offer mein apko variety ke services dekhne ko milega. Like -Travel services, Banking corespondents, DMT and Aeps, Pan and Tax2win, Insurance recharge bill payments, E-learning and Sahaj Bazaar, Ye sab id ap alag alag separate kharid sakte hain.
5. Iske baad ap niche category ayega apko waha Sahaj Mitra hi Select karna hai uske baad apko area opted mein select karna hai. uske baad ap waha Sahaj mitra ki referral select karenge side mein apko referral user id sahaj ka mangega apke paas nhi ho to bhi ap aghe process mein badh sakte hain.
Read also -Sahaj Jana Seva Kendra Online
6. Uske baad apko waha par mobile number dal ke Email dal ke verify kardena hai. niche jake apko Pan card Upload karna hai side me Pan card number likhna hai fill karne ki jagah mein uske baad apka name, father name, Gender, Marital Status, Nationality ye sab apko fill kardena hai niche continue and save mein click kar lein apka Primary details complete hojayega.
7. Uske baad address 2nd option hoga wow fill karna hai 3rd mein Reviews hoga to Jo bhi documents chahiye Sabkuch acchi tarah se dekh lena hai jo kuch bhi chahiye. ye sabhi documents ap upoads kardenge to apki id registration hojayegi. uske baad ap registration process mein jakar know your registration me application Iid dalenge aur submit karne se kuch hi dino mein apko id miljayegi. toh jaldi se jayein aur registration karein.
0 Comments