Aadhar Card update kaise kare - Update Aadhar card online - Aadhar document update
Aadhar Card update kaise kare - Update Aadhar card online - Aadhar document update |
Introduction -
Agar ap ek Aadhar holder ho to aur Aadhar update karne ki last date nazdik aagayi hai. apko apne aadhar card ko update zaroor karlena chahiye. kyunki ajkal aadhar card sabse important ho chuka hai. kisi bhi sarkari yojana bank account opening agar apko online authentication karna ho har jagah Aadhar card ka zaroorat hai. toh iss video ke andar hum apko kaise ap aj aadhar update bilkul free mein karke apki sahi jankari government kaam ke liye lagaye aur labh uthaye batayenge.
Update Aadhar card online -
humare diye gaye post ke description mein maine link de rakha hai ap jake waha ya phir government portal ke sites mein jake ye update kar sakte hai. Aadhar Offical website - uidai.gov.in is website me ap ja kar ke sabse pehle apko menue ke options me aake your aadhar card ke sections mein aake document update ka options miljata hai. usme click karne ke baad upload documnts in support of identity and address dikhayi dega aur waha free of cost mein ap 14-december -2024 tak free update kar sakte hai aadhar card mein ye date jane ke baad apka waha per charges lag sakte hai. usi page ke niche click to submit button ko dabaye. uske baad aadhar number dale aur captcha click karke login otp aane se login karna hai. iske baad ap apna login hojayenge portal mein.
Aadhar Card update kaise kare - Update Aadhar card online - Aadhar document update |
isme notofication jagah me dekhe kahi to apka id ko zaroori nhi hai documets update ke liye agar zaroori ho to apko waha notice dikhega. to yaha pe sabse login hone ke baad aadhar ka bohot sare option miljate hai jaha document upload k button me click kar ke select karein. to waha ek page mein objective of document update form mein ky ky hone ke liye ap documents obdate chahte hai uska ek bibaran diya hota h. yaha prrof of identity or prrof of address documnts submit karne ke liye bolega ap documnts update k liye koi ek ka istemal kar sakte hai.next page me process follow dikhega uske baad next mein click karne se documents update page khuljata hai. uske baad update your demographic details or current information dalne ke baad apko waha sahamati dena padega kiyeh jitni form bharne ke details hai ye apke hai verify details mein, ek tarah se dekha jaye to ye ape kyc horahi hai. abhi documents uplod page ayega jaha apko documents upload kiya jayega.
Read also - ICICI Parakram credit card Benefits
Aadhar Card update kaise kare - Update Aadhar card online - Aadhar document update |
guidelines for uploading documents ke sath jo sab format ka lagega documents ap address proof ya identity proof k liye upload kar sakte hain. yaha per ek bhi documents ka size 2 MB se kam nhi hona chahiye. uske niche ap auge to ducoments ka ek list dikhayi dega. yaha driving lisence voter id jese ko bhi govt id ap uploada kar sakte hai. jab kabhi ap documtns upload karte hai to ek chij ka dhyam rakhe ki kisi bhi file me password nhi laga hona chahiye, warna application access nhi lega. view and upload k button mein clcik ksrke ap documents continue to upload ko click karke jo bhi documents apne upload kiya h sahi us page ko tick karke next page me click karna hai. jese hi next page mein ap click karte hai apko waha confirm bolke option aata h diya gaya details aadhar ke sath match hona chahiye.
Aadhar Card update kaise kare - Update Aadhar card online - Aadhar document update |
Aadhar Card update kaise kare - Update Aadhar card online - Aadhar document update |
Real also - PAN card 2.0 Free Update 2024
iske baad payment ka option araha h lekin jese ki maine apko bola free of cost 14 december 2024 tak hai to without cost ap isko kar sakte hai. uske baad ap niche submit button me click karke succesfully registed ka page aur download acknowledgement ka sms ajayega. acknowledgemtn ko print ya ave karke apne paas rakh lena hai. 5 ya 7 dino ke andar apke aadhar address mein update aadhar pohach jayega. jitni bhi request application ap daloge uska current status apko niche dikhayega. jese ki ye sab application apka complete ho jayega ap future basis ke liye aadhar ke madat se documentary kaam sab kar sakte hai.
0 Comments